DANKTAARR SAHAAAB ap phir shuru ho gaye...trigeminal77 said:sir aapki nazr-e-karam hay jo aap hamain is qabil samajhte hain aur yaad rakhte hain...
janab aap plz proof na dain.....
amjad islam amjad for my dear MIghtyechoes...
mohabbat ki tabiyat main
ye kaisa bachpana qudarat ne rakha hai
k jitni purani jitni bhi mazbut ho jaye
ise taid-e-taza ki zarurat phir bhi rahti hai
yaqin ki aKhiri had tak dilon main lahlahati ho
nigahon se tapakti ho lahu main jagmagati ho
hazaron tarah se dilkash hasin hale banati ho
use izhar k lafzon ki hajat phir bhi rahti hai
mohabbat ki tabiyat main ajab takrar ki Khu hai
k ye iqrar k lafzon ko sunane se nahi thakati
bicharne ki ghari ho ya koi milane ki sa'at ho
ise bas ek hi dhun hai
kaho mujh se mohabbat hai
kaho mujh se mohabbat hai
mohabbat ki tabiyat main
ye kaisa bachpana qudarat ne rakkha hai
1 bhai na kitne dafa samjhaya ha ap ko ka ja kar CanadAian culture wali english parho... per ap hamesha yahe kartay ho... bohat buri baat ha... jabhe ap ke or mari PPR nahin a rahe...
kal sa CanadAian culture wali english poetry.